Katne Ko Itni Saari Movie Name
Hadees ki itni saari kitaabein Kyun? Allah ne 23 saal me zarurat ke hisaab se Quran ko zare-zare se Pyare Rasool Sallallahu Alaihi Wasallam par naazil kiya aur ham sab ye bhi jante hai ke Quran ki ayato ki ginti ki jaa sakti hai lekin Hadees ke bareme aisa nahi hai. Aur ek misaal Quran me chor ka hath katne ka hukm diya gaya lekin chor.
Friends, Aaj ke time par production sabse important hai. Kyonki market me product ki badhti demand ko dekh kar paryapt products ki bhi jarurat hai. Aur isme CNC machine hamari help kar rahi hai. Yah ek esi machine hai jisse hum Accuracy and precision, safety, speed, low cost me kaam kar sakte hai.Agar hum machines baat kare to daily hume koi na koi new machine dekhne ko mil hi jati hai. Isiliye Aaj hum aapko mechanical field se related ek khas machine CNC Machine ke bare me batane ja rahe hai. Joki market me bahut popular hai.
Jisne, mechanical industrial area ko change karke rakh diya hai. CNC Machine ki help se Aaj machino ke Parts (पुर्जे) banana bahut hi aasan ho gaya hai, CNC machine ek programming, Numerical instructions ke base par work karti hai aur CNC machine ke kuch khas code, calculations bhi hote hai jo sirf esi machine me work karte hai.
Es post me hum apko CNC machine se judi kayi chije batane vale hai. Like:- CNC machine kya hai, CNC machine ka full form kya hai, CNC machine kaise kaam karti hai, CNC ke fayde, CNC offset ke bare me share karne vale hai.CNC Machine Meaning in HindiCNC Machine ka pura name Computer Numerical Controller hai.
Jiska Hindi me matlab कंप्यूटर संख्यात्मक नियंत्रक hota hai. Yeh machine computer ki tarah kaam karti hai yani ki operator ke dvara diye gaye numeric instructions par.
Ise chalane me aasan aur production speed ke karan yah bahut hi popular ho chuki hai.C.N.C. Machine ki help se machine ke Spare parts par bariki se kaam karna aur bhi aasan ho gaya hai.
Kyonki yeh machine instructions par work karti hai aur apne kam ko ek hi bar me perfect kar hume uska best result deti hai. Es post me hum CNC Machine ki jankari dene vale hai esliye end tak ise pura jarur padhe. CNC machine ka pura name Computer Numerical Controller hai.
Iska matlab yeh hai ki CNC machine ek esi machine hai jo ki Computer ki tarah work karti hai. Aur user ke dvara diye gaye Numeric (अंको/आंकड़ो) par apna kam karti hai. Aur computer system apne kam me koi kami nahi rahne deta hai, apna kam accuracy ke saath karta hai. Computer ki tarah ise use karna bhi bahut hi aasan hai. Jab yeh machine bhi computer ki tarah work karegi to es machine ke dvara kiye ja rahe kam me koi kami bhi nahi rahegi esliye CNC user ke dvara bahut badi matra me use ki jati hai aur yeh apne kshetra ki sabse jaruri machine ban gayi hai. En sabhi machines ka work karne ka tarika alag-alag hai. Different feild me iska different use hai.
Kisi machine me Tool move karta hai par kuch machines me picture aur tool dono move karte hai. Es machine me work piece karne ka tarika bhi thoda alag hota hai koi machine work piece ko Hydraulic ke dvara uthaya jata hai. To kisi machine me work piece ko Nut and bolt ki help se uthaya jata hai.Yeh bhi padhe:-.Work piece jis par hume work karna hai, ko nut-bolt se uthane ka tarika Manually Clamp, kaha jata hai.
Katne Ko Itni Saari Movie Name List
Isme hume spare parts ko machine par rakh kar set karne ke baad work karna hota hai.CNC Machine ke Axis, Offset ki jankari. CNC ka upyog lagbhag har jagah jaha par kisi Solid (ठोस) me kuch khas work karna ho. Jaise- Rod me hole karne Ya usme kuch points banane ke liye kiya jata hai. Yeh machine different layers me dusri layers ko disturb kiye bina work kar sakti hai.
Katne Ko Itni Saari Movie Name Meaning
Pistol Diy- Ji ha dosto bilkul thik padha hai Aapne es machine ka use Pistol ki Diy banane me bhi kiya jata hai. 3D CNC Carving- Iska use 3D look me Carving ke liye bhi kiya jata hai.